Description
Brahmi Amla Hair Oil Benefits
Gun or paryog
yaha tel brahmi or amla ke kawath duara nirman kiya gaya hai ataha yaha brami tel ki apekash adhik somaya sitalta pardan karne vala or adhik hunkari hai is tel ka nitya sevan karne se yaha balo ko chadane or safed hone se rokta hai or balo ki vardhi karta hai mastiksh ( MIND ) ko sital rakhne evam budhi tatha simran sakti badane mein apurva gunkari hai iska sevan nitya karne se sabhi parkar ke garmi ke dosh balo ki samsaya sarme khuski rusi hona jese rog samul nast hote hai evam sitalta pardan karta hai
Additional information
Weight | 0.500 kg |
---|
Reviews
There are no reviews yet.