Dhootapapeshwar Bruhat Vata Chintamani Rasa ( 30tab )
₹3,844.00
In StockYou Save 427 ( 10% )
Description
Bruhat Vata Chintamani Rasa Benefits:-
Gun or Upyog
Ayurved mein vat rogo ke liye is osadi ki parsansha hai iske sevan se sabhi parkar ke vaat or pit sambandhi rog jad mul se nast ho jate hai nind na ana mastisk ( mind ) ki gayan vahini nadio ke dosh se utpan hone vali bimari or histiriya adi mein iske sevan se bada labh hota hai yaha ras hardya or mastitik ke liye utam bal karak vaat kaf nasak va vajikaran hai sab parkar ke vat rogo mein iska paryog kiya jata hai akshepak or histiriya mein masya adi kavath ke anupan se de sunny path jawar mein jab parlap moho nadi ki akshinta ath pav kapana pasina adhik ho kar sarir thanda pad jana ityadi laksan ho to iske paryog se labh hota hai parlap avasta mein tagar adi kawath ke sath iska paryog kare hardaya rogo mein arjun ki chaal ka ras ya churan ke ras ke sath paryog karne se utam labh hota hai pakshadhat ( Pearalice ) ardit dhanurvat aptanak dandatanak adi kathin vaat rogo mein rason bidh gharat mein milakar dene se vises labh hota hai jiran vat rogo mein jabki rogi atyant kamjor ho jata hai or chalne firne mein bhi asakata anubav karta hai asi isthiti mein is maha osadi ka savan karne se kayakalp jesa utam labh hota hai
Mattara
1-1 goli yatha avasak din mein 3-4 bar sehad ( honey ) se de
Additional information
Weight | 0.250 kg |
---|
Reviews
There are no reviews yet.