Description
Panchsam Churna Benefits:-
Is churna ke sevan se shul rog sighar hi nast ho jata hai or jhatar agani pardipt hoti hai iske atirikat gulim ( gola ) tilli pet fulna bavasir amvat or aruchi rog bhi nast hote hai or yaha kabj ko bhi nast karta hai mandagni ke karan pachan ki kiriya thik yhik na hone se amash mein kach ann pad reh jata hai or kacha rash tyar hokar pechish ke roop mein dast ke sath nikalne lagta hai isse dast ke samya pet mein adhik pira hoti hai ava jaldi nhi nikalne ke karan rogi dard ke mare presan ho jata hai asi avastha mein ava ko nikalne tatha pachan pit ko pardit kar pachan kiriya ko thik karne ke liye yaha churna bahut upyogi hai.
Additional information
Weight | 0.250 kg |
---|
Reviews
There are no reviews yet.